Dusro ko Prabhavit karne ka prayaas na karo aur na hi khud ko abhivyakt karne ka swayam ko vyakt karne ki tumari cheshta badhak hai, kisi aur ko prabhavit karne ki cheshta vyarth ho jati hai
Jab tum prabhavit karne ki cheshta nahi karte, Tab abhivyakti sahaj hoti hai
Aur jab tum aatm isthit hote ho,Tumari abhivyakti uttam hai , Tab tumara prabhav lambe samay tak rahta hai
No comments:
Post a Comment